Thursday, 5 December 2019
Tum Hi Se Raastey Miltey Hain Jaa KerTum Hi Toh Ho Koi Dil Main Agar HaiTery Tasvir Ko Chone Se PehleTery Pakeezgi Mad-e-Nazar Hai
Woh Jo Rehty Thy Dil Muhalle Mein,
Phir Woh Larki Mujhe Mili Hi Nahi
Yeh Zat Tamasha Ban Chuki Hai,
Dunya Ke Meley Se Thak Chuki Hai
Khayal e Yaar Usey Jaa Dastak DiyaWoh Waswaso Ki Tarah Jhatak DiyaHosla Dekho Mere Kafir Dil KaUtha Phir Uski Yaad Main Dhark Diya
Mein Bhi Graduate Hon Tum Bhi Graduate,
Ilmi Mubase Hon Zara Paas Aa Ke Lait
Tumhe Pata Hai Mere Hathon Ki Lakeron Main,
Tumhare Naam Ke Saaray Haruf Bante Hain
Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawaboon Mein,
Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu
Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hi Mill Jana Hai,
Kyon Na Hum Do Mati Aik Dosre Per Mit Jayein
Mukra Khula Sanam Ka Band e Naqaab Tota,
Shukar e Khuda Uska Hum Se Hijaab Tuta
Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka,
Per Tum Aankhen Parh Ke Ruk Jaana
Kamp Uthti Hooon Main Ye Sooch Ke Tanhai Mai
Mere Chehre Pey Tera Naam Na Parh Le Koi
Raat Ke Shayad aek Baje Hain
Sota Hoga Mera Chaand
Jaise Ho Umar Bhaar Ka Asasa Ghareeb Ka
Kuch Is Tarah Sey Main Ne Sambhale Tumhare Khat
Ab Kar K Faramoosh To Nashad KaroogePar Hum Jo Na Honge To Bohut Yaad Karoge
Un Ke Dekhne Se Jo Aa Jaati Hai Munh Par Ronaq,Wo Samajhte Hain Ke Bimar KA Hal Acha Hai
Taab Laaye Hi Banegi ‘Ghaalib’Waqia Sakht Hai Aur Jaan Aziz..
Kahan Mai-Khana Ka Darwaza ‘Ghaalib’ Aur Kahan WaizPar Itna Jantay Hain Kal Wo Jaata Tha K Hum Nikle
Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye Ho,Batao Tute Huye Patte Rang Bhi Na Badle Kya?
Ajab Saneha Hai K Itni Be Rukhy K Bawajood Bhi
Woh Sang Dil,Mere Dil Main Utarta Gaya, Mere Dil Se Nahi Utara
Woh Sang Dil,