analatics //ads Urdu love poetry Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka - poetry web 2 //adds

Thursday 5 December 2019

Urdu love poetry Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka

Tum Hi Se Raastey Miltey Hain Jaa Ker
Tum Hi Toh Ho Koi Dil Main Agar Hai
Tery Tasvir Ko Chone Se Pehle
Tery Pakeezgi Mad-e-Nazar Hai


Woh Jo Rehty Thy Dil Muhalle Mein,

Phir Woh Larki Mujhe Mili Hi Nahi




Yeh Zat Tamasha Ban Chuki Hai,

Dunya Ke Meley Se Thak Chuki Hai




Khayal e Yaar Usey Jaa Dastak Diya
Woh Waswaso Ki Tarah Jhatak Diya
Hosla Dekho Mere Kafir Dil Ka
Utha Phir Uski Yaad Main Dhark Diya



Mein Bhi Graduate Hon Tum Bhi Graduate,

Ilmi Mubase Hon Zara Paas Aa Ke Lait




Tumhe Pata Hai Mere Hathon Ki Lakeron Main,

Tumhare Naam Ke Saaray Haruf Bante Hain



Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawaboon Mein,

Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu




Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hi Mill Jana Hai,

Kyon Na Hum Do Mati Aik Dosre Per Mit Jayein




Mukra Khula Sanam Ka Band e Naqaab Tota,

Shukar e Khuda Uska Hum Se Hijaab Tuta



Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka,

Per Tum Aankhen Parh Ke Ruk Jaana

No comments:

Post a Comment