Dhondta phirta hoon ay iqbal apnay ap ko
Ap hi goya musafar ap hi manzal hoon main
Yeh Faizan-e-Nazar Tha Ya Ke Maktab Ki Karamat Thi,
Sikhaye Kis Ne ‘Ismaeel (A.S)’ Ko Adaab-e-Farzandagi..!
Qooat-e-Ishq Se Har Past ko Bala Kar De,
Dehar Me Ism-e-Muhammad (S.A.W) Ko Ujala Kar De…
Parwaaz Hai Dono Ki Isi Aik Fiza Mein,
Kargis Ka Jahan Aur Hai Aur Shaheen Ka Jahan Aur,
Ilfaz o Muani Me Tafawat Nahi Lekin,
Mulla Ki Azaan Aur, Mujahid Ki Azaan Au
No comments:
Post a Comment