analatics //ads December 2019 - poetry web 2 //adds

Thursday, 5 December 2019

Urdu poetry new 2019 best poetry urdu love poetry


Ehid e Rafaqut Theek Hai Lakin Mujhko Aesa Lagta Hai,

Tum Toh Mere Sath Rahogi Main Tenha Reh Jaonga



Mujh Ko Pana Hai Toh Phir Mujhe Main Utar Kar Dekhoo,

Yon Kinare Se Samundar Nahi Dekha Jaata




Main ne Bulbul Se Jo Pucha Dard e Furqat Ka Ilaaj,

Shaak e Gul Se Gir Pari, Tarapi, Tarap Kar Mar Gaee



Iss Kadar Sath Rahaa Hai Merey,

Dard Bezar Ho Gaya Mujhse




Apne Honton Se Keh Doh Yon Na Muskuraya Karain,



Hum Bare Gustakh Hain Chom Liya Karte Hain


Lafz Saada Hain, Magar Kitney Pyare Hain


Tum Hamaare Ho, Hum Tumhaare Hain


Qaboliyat Ki Raat Thy Aur Mera Pagal Dil,



Masjid Dhund Raha Tha Tere Ghar Ke Aas Pass


Chand Ke Husn Pe Har Shakhs Ka Haq Hai Mansor,



Main Usey Kaise Kahun Raat Ko Nikla Na Kare

Na Mil Sake Hum Is Eid Per Toh Koi Bat Nahi,



Jazbon Mein Ho Khalos Toh Eidein Hazar Hain


Teri Deed Jisko Naseb , Woh Naseeb Qabil e Ded Hai

Tera Bolna Meri Zindagi Tera Dekhna Meri Eid Hai

Urdu love poetry Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka

Tum Hi Se Raastey Miltey Hain Jaa Ker
Tum Hi Toh Ho Koi Dil Main Agar Hai
Tery Tasvir Ko Chone Se Pehle
Tery Pakeezgi Mad-e-Nazar Hai


Woh Jo Rehty Thy Dil Muhalle Mein,

Phir Woh Larki Mujhe Mili Hi Nahi




Yeh Zat Tamasha Ban Chuki Hai,

Dunya Ke Meley Se Thak Chuki Hai




Khayal e Yaar Usey Jaa Dastak Diya
Woh Waswaso Ki Tarah Jhatak Diya
Hosla Dekho Mere Kafir Dil Ka
Utha Phir Uski Yaad Main Dhark Diya



Mein Bhi Graduate Hon Tum Bhi Graduate,

Ilmi Mubase Hon Zara Paas Aa Ke Lait




Tumhe Pata Hai Mere Hathon Ki Lakeron Main,

Tumhare Naam Ke Saaray Haruf Bante Hain



Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawaboon Mein,

Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu




Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hi Mill Jana Hai,

Kyon Na Hum Do Mati Aik Dosre Per Mit Jayein




Mukra Khula Sanam Ka Band e Naqaab Tota,

Shukar e Khuda Uska Hum Se Hijaab Tuta



Lafz Ishaare Karainge Jaane Ka,

Per Tum Aankhen Parh Ke Ruk Jaana

Urdu love romantic poetry urdu poetry

Kamp Uthti Hooon Main Ye Sooch Ke Tanhai Mai
Mere Chehre Pey Tera Naam Na Parh Le Koi

Raat Ke Shayad aek Baje Hain
Sota Hoga Mera Chaand

Jaise Ho Umar Bhaar Ka Asasa Ghareeb Ka
Kuch Is Tarah Sey Main Ne Sambhale Tumhare Khat

Ab Kar K Faramoosh To Nashad Karooge
Par Hum Jo Na Honge To Bohut Yaad Karoge


Un Ke Dekhne Se Jo Aa Jaati Hai Munh Par Ronaq,
Wo Samajhte Hain Ke Bimar KA Hal Acha Hai


Taab Laaye Hi Banegi ‘Ghaalib’
Waqia Sakht Hai Aur Jaan Aziz..


Kahan Mai-Khana Ka Darwaza ‘Ghaalib’ Aur Kahan Waiz
Par Itna Jantay Hain Kal Wo Jaata Tha K Hum Nikle


Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye Ho,
Batao Tute Huye Patte Rang Bhi Na Badle Kya?

Ajab Saneha Hai K Itni Be Rukhy K Bawajood Bhi
Woh Sang Dil,
Mere Dil Main Utarta Gaya, Mere Dil Se Nahi Utara

shakir shuja abadi poetry || pic poetry